Thursday, September 20, 2012

Jab Tak Hai Jaan (a beautiful poem)


-->

Original version (The filmy version in the movie)
Teri aankhon ki namkeen mastiyaan
Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan
Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan
Nahin bhoolunga main
Jab tak hai jaan. Jab tak hai jaan
Tera haath se haath chodna
Tera saayon ka rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan



My version ( The real SRK version in movies)

Teri gay hone ki namkeen chutkuliyaan
Teri picture mein haklaane ki bimariyaan
Teri har picture mei ek hi style se dailogue lene ki angdaaiyaan
Nahin bhoolunga main
Jab tak hai jaan. Jab tak hai jaan

Tera Ra.One banake hume pakne ke liye chodna
Tera Ganguly ko KKR mein select karne se modna
Tera picture ke interval mein Onn baniyan ka ad dikhana
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan

No comments:

Post a Comment